Ye baat samajh me ayi nai.......... Or mummy ne samjhai nahi.........

Ye baat samajh me ayi nai..........
Or mummy ne samjhai nahi.........
Mai kaise meethi baat kahu ??
Jab meethi cheez koi khai nahi ??
Ye chand kaise mamu hai?? Jab mummy ka wo bhai nahi??
Kyo lambe baal hai bhalu ke??
Kya usne triming karai nahi? Kya wo bhi ganda baccha hai?? Ya jungle me koi nai nahi??
Nani ke pati jab nana hai,,
Dadi ke pati jab dada hai,,
Didi ke pati kyo dida nahi??
Samandar ka rang kyo neela hai ? Jab neel kisi ne milai nahi??
Jab school me itni neend aati hai??
To kyo bed waha rakhvayi nahi??
Ye baat samajh me aayi nahi
Or mummy ne samjhai nahi............

Comments

Popular posts from this blog