Romantic Shayari
Taras gye h mere nayan tumhari ek nazar pane ke liye
Pyasa dil mera bekarar h tumhare ek naram ehsas ke liye
tumhara har ek sparsh kabhi bhula nahi ska hoon mein
khade ho jate hain ronkte abhi bhi sirf tumhari yaad mein
kaun hai tu batalade zara mujhe, pari ho ya koi apsara
jo koi bhi ho tum, chen nahi aata hai mujhe ab tumhare bina…

Comments

Popular posts from this blog