Unko karib lane k chaah main,
Sabse dur hote gaye,
Wo karib na aaye,
Sab dur chale gaye.
Paas jaane k chaah main, unke
Sabse dur ho gaye, Sabse anzaan bante gaye,
Wo hume anzaan kahe gaye.
Har khusi unki dekhne k liye,
Har waqt dur rahe unke
nazroon se hum.
Jaan na paa-e wo hume, Bhul gayi hume, do pal kya jo
dur ho gaye hum.
Kitni kosisho k baad manaya,
Milne ko khudse,
Uss Milan main bhi bechadna
tha, Unko mujse.
Hum tho bas unhe kuch kehana
chahate,
Per wo humse kuch sunna na
chahate,
Khwaab main tho der raat baate kar leta,
Saamne unke main kuch bool
na pata.
Kaise karu main bayaan labo se,
Karta tha main pyaar dil se,
Kash samaj jaati pyaar ko mere, Na hona padta mujhe dur apno
se.

Comments

Popular posts from this blog