Kitna bhi chaho na bhol pao ge Hamain,Jitna dur jao nazdik pao ge Hamain, Mita sakte ho to mita do yadain meri,Magar kya sapno se juda kar paoge humein
kehte hai.......... Zindagi hasin hai zindagi se pyaar karo, Har raat k baad subah ka intzaar karo, Wo pal bhi ayega jiska intezar hai apko, Rab pe bharosa aur waqt pe aitbaar karo…;( magar gaya waqt laut ke nahi aata kitna b kisi pe etbaar karo
Comments
Post a Comment